KSA forum
Welcome to KSAForum,

You are currently viewing our boards as a Guest which gives you limited access to view most discussions and access our other features. By joining our free community you will have access to post topics, communicate privately with other members (PM), respond to polls, upload content and access many other special features. Registration is fast, simple and absolutely free so please, join our community today!

If you have any problems with the registration process or your account login, please contact us.

Join the forum, it's quick and easy

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Poetry by Haya Butt

4 posters

Page 3 of 4 Previous  1, 2, 3, 4  Next

Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 29th August 2010, 9:37 am

na dhoondh mujhe galion aur bazaaron mein
mein tere hi dil ke tou aas paas rehti hoon
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 29th August 2010, 9:40 am

barg e khizan ki khabar de gaya patta ik sookha hua
baitha hoon sar jhuka ke bahaar mein lut janay ke baad
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 29th August 2010, 9:40 am

kabhi maslehat se kaam mat lena
apnay sar mera ilzaam mat lena

kabhi bikna para jo ulfat mein
apni wafa ke daam mat lena
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 29th August 2010, 9:41 am

ab us ke aanay ka kaun intezaar karay
ab tou paimana e sabar toot chuka hai
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 29th August 2010, 9:42 am

nahin gharoor surat pe hamain zara ghour se parheeay
hum qayamat ke saath apni zulfon ka zikar kartay hain
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 30th August 2010, 5:45 am

zindagi bhar kiya zulm us ne hum pe haya
hum ne phir bhi usay faqat dua'ain di hain
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 30th August 2010, 5:48 am

aay zindagi ab sanbhal k leta hai tera naam
yeh dil k jis ko shoq kabi khudkushi ka tha
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 30th August 2010, 5:53 am

aay zindagi es dil ko rakhna sanbhaal ke
ja raha tha chor ke duniya ki rounaqain
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 30th August 2010, 6:01 am

jab chaho garmi lafzon mein
kuch jazbaat hamaray le jana

jab thak jao tanhai se
din raat hamaray le jana

haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 30th August 2010, 6:04 am

Koi phool do, koi khuawab do, main bohat dinon say udaas hun
Meri zeest ko tab_o_taab do, main bohat dinon say udaas hun

K ye intezar k saaray pal hain azab_e_jaan banay huay
Meray khat ka kuch to jawab do, main bohat dinon say udaas hun

Mujhy qaid ker lo wasal k kisi lamha_e_dilfaraib mein
Koi saaya do, koi saraab do. main bohat dinos say udaas hun

Jisay parrh ker dil ko khushi milay, meray saaray jazbay mehak uthen
Mujhy aisi koi kitaab do, main bohat dinon say udaas hun

Usi ishq say, usi chaah say, usi pyar say, usi maan say
Meray hath mein ek gulaab do, main bohat dinon say udaas hun... .

Last edited by haya butt on 30th August 2010, 6:06 am; edited 1 time in total
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 30th August 2010, 6:05 am

meri aankhon mein khumar hai mera dil bhi beqarar hai
mera haath mein sharab do mein bohot dino se udaas hoon
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 7th September 2010, 9:12 am

mujhe sochna kabhi tumhain duswaar jo lagay
ek pal bhi na lagana mujhe bhool jana tum
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 8th September 2010, 8:49 pm

chahay lag ja'ay fatwa hum pe kufr ka haya
hum tou bas tumhain hi apna khuda rakhain ge
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 8th September 2010, 8:52 pm

mera sar jhuka hua hai hain aankh mein bhi aansoo
meray labon pe magar harf e dua kuch bhi nahin hai
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 15th September 2010, 3:04 am

hum tou bhatak ke raasta manzil apni gunwa baithay
dil ki baat maan ke hum jaan apni gunwa baithay

kashti rawan rahi apni raat ke andheron mein
hawa ke hum muqabil thay badbaan gunwa baithay

ab kisi se kiya kahain qasoor bhi tou apna hai
tund o tez aandhi mein chiraagh hum jala baithay[/color
]
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 15th September 2010, 3:05 am

kuch bhi nahin hai mere paas jo toot ja'ay ga
kisi meherbaan ka haath bhi nahin jo choot ja;ay ga

es be samar shajar ko khizan ka darr nahin
es patta bhi nahin jo shaakh se toot ja'ay ga

aankhon ke samundar mein ek boond bhi nahin
kiya ho ga jo ashqon ka band toot ja;ay ga

gustaakhi agar kar bhi loon zubaan khol kar
koi jazba hi nahin hai jo phoot ja;ay ga
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 15th September 2010, 3:06 am

taaluq tootna hai tou toot ja'ay saray zamanay se
honay do khafa apnay tumhain apna bananay se

tumharay saath reh loon gi jis haalat mein rakho ge
gawara maut hai mujh ko tum se duur jaanay se

kabhi yeh sochna bhi matt ke mein tum ko jalaoon gi
ke mein khud ko jala loon gi tumhara dil jalanay se

tumhari jaan se pehle mein apni jaan de doon gi
jaan dena hi acha hai tum ko aazmanay se

tumhara naam likha hai haathon ki lakeeron mein
lakeerain mit nahin sakteen kisi heelay bahanay se
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 15th September 2010, 3:10 am

kisi ko aazmana ho tou us ki zaat ko samjho
paimana toot jata hai sabar ko aazmanay se
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 15th September 2010, 3:11 am

us ki gali mein ab kabhi mein na jaoon ga
pehle jaisa ab kabhi na us ko chahoon ga

shayad yeh us ka wehm hai us ka khayal hai
mein ja raha hoon laut ke ab na aaoon ga

mein jaanta hoon mere baad woh pachta'ay ga
roay ga chilla'ay ga magar mujh ko na pa'ay ga

deewana keh ke mujh ko nikala tha apnay ghar se
mein ja raha hoon us ke jeevan ki har dagar se

woh malay ga haath apnay mujh ko pukaar ke
mein guzray waqt ki tarah wapis na aaoon ga

us ki gali mein laut ke wapis na aaoon ga
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 15th September 2010, 3:12 am

meri gali mein aap tou aana nahin kabhi
dil mein yeh khayal bhi lana nahin kabhi
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 15th September 2010, 3:15 am

thokar kha ke muskurana aasan nahin hota
khud ka sabr aazmana aasan nahin hota

dard de ke bhool jana aasan hai magar
dard le ke bhool jana aasan nahin hota
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 15th September 2010, 3:15 am

dil ka dard kisi ko dikhaya nahin kartay
raaz apnay dil ke bataya nahin kartay

jis galli mein janay se mohabbat ho ruswa
us galli mein roz roz phir jaya nahin kartay
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 15th September 2010, 3:19 am

deni ho daad tou kartay hain alfaaz mein bayan
yoon khaali haath taali bajaya nahin kartay
Poetry by Haya Butt - Page 3 483628
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 15th September 2010, 3:20 am

gham ho agar dil mein tou rula deti hain aankhain
mili ho koi khushi tou bhi bata deti hain aankhain
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 15th September 2010, 3:21 am

aay yaar tere chehray pe shahkaar hain teri aankhain
na ho sharm o haya en mein tou bekar hain teri aankhain
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 15th September 2010, 3:24 am

tere khayalon mein aaj hi khoya nahin hoon mein
chaha tou bohot dil ne magar roya nahin hoon mein

khuwabon mein mere aa ke sata'ay na tu mujhe
shab bhar issi khayal se soya nahin hoon mein
Poetry by Haya Butt - Page 3 493598
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 15th September 2010, 3:29 am

lahu se dil ke kaaghaz par ek tehreer likkhi hai
goya apnay haathon se hi apni taqdeer likkhi hai

likha tha naam tera apnay haathon ki lakeeron mein
taqdeer apni badalnay ko bas ek tadbeer likkhi hai

kabhi bhi khuwab mein na mujh se milnay aana tum
kitabon mein khuwabon ki ulat ta'abeer likkhi hai
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 15th September 2010, 3:33 am

dur reh kar bhi tum mere paas ho itnay
gulon ke qareeb rehtay hain khaar jitnay

khayalon mein bhi rehtay ho aur mere dil mein bhi
dil se kaho na poocha karay tum se sawal itnay
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 15th September 2010, 3:34 am

tooti hai ek qayamat jin ke aashiyano pe
un bekason ka es duniya mein sahara kaun hai

daikhtay hain hasrat se har aik chehray ko hum
sochtay hain en beganon mein hamara kaun hai
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by haya butt 16th September 2010, 3:32 am

tum naazuk naazuk dil walay
thoray paagal bhi tou hotay ho

kabhi baat baat pe hanstay ho
kabhi baat baat pe rotay ho

kabhi mehfi sajay tanhai mein
kabhi bheer mein tanha hotay ho
haya butt
haya butt
Senior Member

Goat

Back to top Go down

Poetry by Haya Butt - Page 3 Empty Re: Poetry by Haya Butt

Post by Sponsored content

Sponsored content

Back to top Go down

Page 3 of 4 Previous  1, 2, 3, 4  Next

Back to top

- Similar topics

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum