Poetry by Imagination
+5
D.M
midnite angel
Haya
Nimmi
Imagination
9 posters
Page 1 of 2
Page 1 of 2 • 1, 2
Poetry by Imagination
Na piyar kiya dil doob giya
Jab piyar kiya dil tarap giya
Ehsas ye kaisa piyar ka ha
Na jag samjha na ma samjhi
Ma kiya batlaon kiya ha piyar
Kabhi khushboo phool gulaboon ki
Kabhi mousam khizan, bahar ka ha
kabhi rokha SEHRA piyasi zameen
Kabhi piyar samander jaisa ha
Abh kiya samjhon es piyar ko ma
Bas piyar to jeewan jaisa ha
By Imegination
Last edited by Imagination on 19th July 2010, 1:39 pm; edited 3 times in total
Imagination- Senior Member
Re: Poetry by Imagination
Qasoor Ankhon ka ho tab bhi tarap dil ka muqadar ha
ajab-dastoor-e-qudrat ha kare koi bhare koi
By Imegination
ajab-dastoor-e-qudrat ha kare koi bhare koi
By Imegination
Imagination- Senior Member
Re: Poetry by Imagination
jab se mehow-e-deed-e-chashm-e-jana howa
bekhabar sa dar-o-bam-o-jahan sa sara howa
bekhabar sa dar-o-bam-o-jahan sa sara howa
By Imegination
Imagination- Senior Member
Re: Poetry by Imagination
a????
ahaan to ye hain janab ka shikar..
wah bht undah imgination saheba..
bhut sari daad qabol kijey janab.!
keep shairng.!
plzz bataeyga zaror kab sai apne poetry likhna shrow ki?
wah bht undah imgination saheba..
bhut sari daad qabol kijey janab.!
keep shairng.!
plzz bataeyga zaror kab sai apne poetry likhna shrow ki?
Haya- Senior Member
Re: Poetry by Imagination
thaz alot haya ji infact 2 weeks pehle hi maine agaz liya ha or jo pehli nazam ap na pari ye mairy pehli tehreer ha
behad manoon ho ap ka sarahne ka khush rahiye
behad manoon ho ap ka sarahne ka khush rahiye
Imagination- Senior Member
Re: Poetry by Imagination
ji my pleasure,.!
hmm ye to bht acha bat hai k paka phla qalam hamri nazar-e-band howa.!
khush rahey r intizar raheyag.:)
hmm ye to bht acha bat hai k paka phla qalam hamri nazar-e-band howa.!
khush rahey r intizar raheyag.:)
Haya- Senior Member
Re: Poetry by Imagination
Tairy ek nigah-e-bereham
Jo uthi to dil p hi dagh di
jo
jhuki to chain hi chin giya
shab-o-roz beetey to kis tarah
taire
bin jo katti ha ek ghari
Mah-o-saal sa bhi bhar kar lagi
Na
khayal apna na hosh ha
Ab ma hon or tairy soch ha
By Mehre
Jo uthi to dil p hi dagh di
jo
jhuki to chain hi chin giya
shab-o-roz beetey to kis tarah
taire
bin jo katti ha ek ghari
Mah-o-saal sa bhi bhar kar lagi
Na
khayal apna na hosh ha
Ab ma hon or tairy soch ha
By Mehre
Imagination- Senior Member
Re: Poetry by Imagination
Malal es ka nahi ha ke tumhe ko paa na sake
Na
mujhe dhuk ha ka tum hi wafa nibha na sake
Tairy har berukhi seh
li taire andaz samaj kar
Mager honto pe kabhi zikr-e-jafa la na sake
Tum
na aghaz-e-safer ma hi ekhtitaam kiya
Jo saha dil p sitam tum p hum
wo dha na sake
Bichar k muj sa wo kehta raha k ma khush hon
Muhabatain
wo Mehre jaisi phir sa paa na sake
By Mehre
Na
mujhe dhuk ha ka tum hi wafa nibha na sake
Tairy har berukhi seh
li taire andaz samaj kar
Mager honto pe kabhi zikr-e-jafa la na sake
Tum
na aghaz-e-safer ma hi ekhtitaam kiya
Jo saha dil p sitam tum p hum
wo dha na sake
Bichar k muj sa wo kehta raha k ma khush hon
Muhabatain
wo Mehre jaisi phir sa paa na sake
By Mehre
Imagination- Senior Member
Re: Poetry by Imagination
Dm, Midy, Killer, Haya n baki sab ki tahedil sa mamnoon hon
Imagination- Senior Member
Re: Poetry by Imagination
so0 nice of u imgination................................
thanks alot.!!
thanks alot.!!
Haya- Senior Member
Re: Poetry by Imagination
oye mairy new poetry p to coments do ka kaisi ha etni mushaqat kar ka jo likh rahi hon pta nahi frnds ko kaisi lagi
Imagination- Senior Member
Re: Poetry by Imagination
MJKT wrote:yahan per kiya karna haie?
Mjkt yahn apko kuch nahi karna hamri pyrai mmbr pari mashaALLAH sai poeter ban gai hain unho ney apna 1 thread bna lia hai jahn wo apni khud ki likhi hoi poetries share karngi..!!
ap bus unki poetries parehy r koi achi lagy to ghar le jaey kidding.!
ap in ki poerty par tabsirah bhe kar sakty hain.!!
samjh gay MJKT saaheb????
Haya- Senior Member
Re: Poetry by Imagination
Imagination wrote:oye mairy new poetry p to coments do ka kaisi ha etni mushaqat kar ka jo likh rahi hon pta nahi frnds ko kaisi lagi
hmmm ji ap bht umdah likh rahi hain miss imagination.!!!
sab bht achi hain par kabhi aaram sai beth kar tabsirah karungi inshaALLAH.!!
nd ofcurse sab ko pasand aeygyn. sweety
likhti rahy nd share karti rahy.!!!
take care..
khuhs rahy.!
feemanALLAH.!
Haya- Senior Member
Re: Poetry by Imagination
Maire dil Ka sakoon
Maire anchal ka rangoon ma
tariy
chahat k hi reang hain
k jab bhi dil dharakhta ha
taira hi aks
bunta ha
k jab sapne ma daikhon to
tujhe hi sat pati hon
ma
tuj bin kuch nahi hon
har ghari ehsas hota ha
tum maire sat hote
ho
to youn mehsoos hota ha
hawaon main mai urty hon
ka amber
sa bhi unchi hon
mager jab chup ho tum jana
or muj sa rabta na ho
hamesha
ye hi laghta ha ka
k mairy sans rukhti ha
maira dil bhol jata ha
dharkhna
kis ko kehte hain
mairy sansoon ko qaiem rakh
maire dil ko
dharkhne daye
maira jewan tum hi sa ha
suno tum ruh ho mairy
tu
maire pas ma hi reh
k jaise pass ma taire hon
sunu jana tu maira
ha
hamesha sa ma tairy hon
mujhe bas kuch nahi karna
tumhara
ban k jeena ha
tumhare sat rehna ha
hamesha sat rehna ha
By Imegination
Maire anchal ka rangoon ma
tariy
chahat k hi reang hain
k jab bhi dil dharakhta ha
taira hi aks
bunta ha
k jab sapne ma daikhon to
tujhe hi sat pati hon
ma
tuj bin kuch nahi hon
har ghari ehsas hota ha
tum maire sat hote
ho
to youn mehsoos hota ha
hawaon main mai urty hon
ka amber
sa bhi unchi hon
mager jab chup ho tum jana
or muj sa rabta na ho
hamesha
ye hi laghta ha ka
k mairy sans rukhti ha
maira dil bhol jata ha
dharkhna
kis ko kehte hain
mairy sansoon ko qaiem rakh
maire dil ko
dharkhne daye
maira jewan tum hi sa ha
suno tum ruh ho mairy
tu
maire pas ma hi reh
k jaise pass ma taire hon
sunu jana tu maira
ha
hamesha sa ma tairy hon
mujhe bas kuch nahi karna
tumhara
ban k jeena ha
tumhare sat rehna ha
hamesha sat rehna ha
By Imegination
Imagination- Senior Member
Re: Poetry by Imagination
Tairy ek nigah-e-bereham
Jo uthi to dil p hi dagh di
jo jhuki to chain hi chin giya
shab-o-roz beetey to kis tarah
taire bin jo katti ha ek ghari
Mah-o-saal sa bhi bhar kar lagi
Na khayal apna na hosh ha
Ab ma hon or tairy soch ha
By Mehre
Jo uthi to dil p hi dagh di
jo jhuki to chain hi chin giya
shab-o-roz beetey to kis tarah
taire bin jo katti ha ek ghari
Mah-o-saal sa bhi bhar kar lagi
Na khayal apna na hosh ha
Ab ma hon or tairy soch ha
By Mehre
Imagination- Senior Member
Re: Poetry by Imagination
Chehre p mairy daikh ka muskan wo bole
Goya tu ha anjan muhabat ka zakhm sa
Hasti ho kubaku to bikharti hain kehkahe
A mahjabeen bata ka bhala majira ha kiya
Maine kaha ye bat ha to sun la aie nadan
Wo kon ha khushbakht jo bach paya ha anjan
Khaie ha dil pe chutt to maine bhi ek baar
Bin piyar ka hewan nahi kiya ho bhala ensan
Hasti hon es liye ka chupaon ma dagh-e-dil
Warna to zakhm zakhm hon kaise karon bayan
Kam hain wo khushnaseeb jo pa laite hain mehboob
Hum wo hain wafa kar k bhi jo reh gaie nakam
Goya tu ha anjan muhabat ka zakhm sa
Hasti ho kubaku to bikharti hain kehkahe
A mahjabeen bata ka bhala majira ha kiya
Maine kaha ye bat ha to sun la aie nadan
Wo kon ha khushbakht jo bach paya ha anjan
Khaie ha dil pe chutt to maine bhi ek baar
Bin piyar ka hewan nahi kiya ho bhala ensan
Hasti hon es liye ka chupaon ma dagh-e-dil
Warna to zakhm zakhm hon kaise karon bayan
Kam hain wo khushnaseeb jo pa laite hain mehboob
Hum wo hain wafa kar k bhi jo reh gaie nakam
by Mehre
Imagination- Senior Member
Re: Poetry by Imagination
Imagination wrote:Tairy ek nigah-e-bereham
Jo uthi to dil p hi dagh di
jo jhuki to chain hi chin giya
shab-o-roz beetey to kis tarah
taire bin jo katti ha ek ghari
Mah-o-saal sa bhi bhar kar lagi
Na khayal apna na hosh ha
Ab ma hon or tairy soch ha
By Mehre
bhut hi umda kalaam hai..
shukriya hamare sath share karne k liye..
intezar rahega apke kaalam ka...
Afra- Administrator
Re: Poetry by Imagination
behad shukria laiba pasandedegi ka liye tah e dil sa mamnoon hoon
khush rahiye
khush rahiye
Imagination- Senior Member
Page 1 of 2 • 1, 2
Page 1 of 2
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|