Jail Game
+8
D.M
volvo
midnite angel
Afra
JAHANGEER
Nimmi
Haya
Imagination
12 posters
Page 4 of 7
Page 4 of 7 • 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7
Re: Jail Game
Ab img u help mango...
wesy bhi jab saaim aajnegy to DM r mari to khair nahi
ahahhhaha lolzz tab tak lo tafriyahn.
bol k lab azad haib tery,,
wesy bhi jab saaim aajnegy to DM r mari to khair nahi
ahahhhaha lolzz tab tak lo tafriyahn.
bol k lab azad haib tery,,
Haya- Senior Member
Re: Jail Game
hahahaha mai bhi ai hun par help...................................................
Haya- Senior Member
Re: Jail Game
ummm yahaan tou daghabaazi aur team team game chal raha hai
chalo aisay hi theek,
imag aap out and dm in.....
chalo aisay hi theek,
imag aap out and dm in.....
Re: Jail Game
saim etna late aie ap kitne dino sa ander ki hawa kha rahi hon ok haya IN hi raho abh
Imagination- Senior Member
Re: Jail Game
saaim do0st do0st naa raha pyr pyr na raha :p
DM do0st kahn ho0 jaldi ao0..
menu bacao yaar>!
Haya- Senior Member
Re: Jail Game
Imagination wrote: saim etna late aie ap kitne dino sa ander ki hawa kha rahi hon ok haya IN hi raho abh
sorry andarki hawa tou main kha raha tha base main
chalain ji ab tou aagaya na in donoun ko dekh letay hian ab.......
Re: Jail Game
lolz haya....
rahiye aap andar abhi aaraam se,
aur ji baahar mat nikalyega zamaana kharab hai
rahiye aap andar abhi aaraam se,
aur ji baahar mat nikalyega zamaana kharab hai
Re: Jail Game
band kar dia naa
th hai DM ko any dijey.
phr ap dono ko pata chalta hai:p
th hai DM ko any dijey.
phr ap dono ko pata chalta hai:p
Haya- Senior Member
Re: Jail Game
DM mujhay band karday bhalay main ne tou wesay b kal wapas chalay jaana hai.
no tension menu....
aap apni khair manaao.....
no tension menu....
aap apni khair manaao.....
Re: Jail Game
ji yeh kahaan se hogaya.....
DM se upar zara meri post parhye....
main DM ko already in kar chuka hoon...
DM se upar zara meri post parhye....
main DM ko already in kar chuka hoon...
Re: Jail Game
aur nahi tou kya....
ap donoun team member abhi andar rahiye aaraam se.....
gappain marain, chak'ki peesain, aur mujhay in karnay ke plan banaaeye,
jab tak main baahar araam se aaraam karta hoon
ap donoun team member abhi andar rahiye aaraam se.....
gappain marain, chak'ki peesain, aur mujhay in karnay ke plan banaaeye,
jab tak main baahar araam se aaraam karta hoon
Re: Jail Game
hahaha,,
kia aisa ho sakta hai k 1 waqt mainn 2 band ho0n?
no ye injustice hai myload
saaim r img mil kar hum do bachon par zulum kar rahyn hain,,
koi hamin nikaly plz.!!
kia aisa ho sakta hai k 1 waqt mainn 2 band ho0n?
no ye injustice hai myload
saaim r img mil kar hum do bachon par zulum kar rahyn hain,,
koi hamin nikaly plz.!!
Haya- Senior Member
Re: Jail Game
le ik waqt main sainkroun loug mil kar, dou bandoun ka baydardi se qatal kar saktay hian
aur main dou bandoun ko jail main nahi daal sakta yeh
kahaan ka insaaf hai judge saahib????
abhi aap donoun baday majay se andar bth ke antaakhshri khailou...
aur main dou bandoun ko jail main nahi daal sakta yeh
kahaan ka insaaf hai judge saahib????
abhi aap donoun baday majay se andar bth ke antaakhshri khailou...
Page 4 of 7 • 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7
Page 4 of 7
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|