shayeri
Page 1 of 1
shayeri
Chalo Jazba-E-Dil ko azma k dekhty hain
Khwaab us k ankhoun mein saja k dekhty hain
Na jany kyun wo hamain apna apna lagta hain
Dil k Aanghan mein jab usay saja k dekhty hain
Suna hai jo mangain dil sytu mil k rehta hai
Chalo ab apni dua me osy mang k dekhty hain
Jab b likhtay hain koi lafz us k naam
Sare lafz muje muskura k dekhty hain
Dhool reh jati hai faqat Aankhoun me
Apnoun ko jab hum Aazma k dekhty hain

Sana Zahid- Senior Member
-
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|