Qismat!!!!!
3 posters
Page 1 of 1
Qismat!!!!!
Likha howa tha jo Qismat ka wo mita naa sakey-
Rah-e-hayar main apna unhy bana na sakey
Nazar k samny darya tha lakion.,,
Jo aag dil main lagi thi usy bhuja na saky,,
Ye so0uch ka rdil-e-nadan ka khon kar dia,
K UN K BAD koi dil main smaa na sakey,,
Ajaeb rasmy-e-muhabat t uski mehfil main,
Labon pe ayaa howa geet suna na sakey,,
Tamam umar AQirat k pho0l chuntey rahey,
Jhukyaaya sar to to usay phr kabhi utha na sakey.!

Haya- Senior Member
Re: Qismat!!!!!
nice one sis jaani
aap ki nazar
likha hua qismat ka mein mita sakti hoon
kisi ko bhi mein deewana bana sakti hoon
nazar ke samnay koi darya ho ya na ho haya
jo aag dil mein lagi hai bhujha sakti hoon
band kar liya tu ne dil ka darwaza to kiya hua
mein tou kai aur dilon mein sama sakti hoon

haya butt- Senior Member
-
Re: Qismat!!!!!
lolz....
yar apnay nick banaalo, dou dou haya mil kar confusion paida kar rahi hain....

aite...
well haya senior ki koi khabar hai kya?
ya yeh pata hai ke woh kab se nahi aayi?
well haya senior ki koi khabar hai kya?
ya yeh pata hai ke woh kab se nahi aayi?
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|