*..`-`.."Bikhar Jaatay Hain"..`-`..*
3 posters
Page 1 of 1
*..`-`.."Bikhar Jaatay Hain"..`-`..*
Hum to ik dhool hain yaadoun ki bikhar jaatay hain
Wo samandar hain jo aankhoun main nazar aatay hain,
Hum se barh kar nahin koi bhi zamanay main dukhi
Dard se apne to path’thar bhi pighal jaatay hain,
Youn to manzil humain rastay se nazar aati hai
Chalte chalte magar ye paaon he thak jaatay hain,
Umr bhar aik he ghum ho to bata dain rou kar
Ghum ke unwaan har ik rouz badal jaatay hain…
A Poem From my Collection
"Sarmaaya-e-Zeest (Muhabbat)"

Re: *..`-`.."Bikhar Jaatay Hain"..`-`..*

bohot khoob ji bohot khoob
rafiqon se raqeeb achay jo jal kar naam laitay hain
gulon se khaar behtar hain jo daaman thaam laitay hain
haya butt- Senior Member
-
Re: *..`-`.."Bikhar Jaatay Hain"..`-`..*
sookhay pattay hain apnay shajar se gir kar
tootay khuwabon ki maanind bikhar jaatay hain
tootay khuwabon ki maanind bikhar jaatay hain
haya butt- Senior Member
-
Re: *..`-`.."Bikhar Jaatay Hain"..`-`..*
hum tou raastay ke patthar hain
thokar lagi tou lurhak jaatay hain
thokar lagi tou lurhak jaatay hain
haya butt- Senior Member
-
Similar topics
» chalo hum bhool jaatay hain
» Wo khuwab tha bikhar gaya
» Taras gaye hain
» hum tou ek dhool hain
» Hum Wo Be-Dard Hain
» Wo khuwab tha bikhar gaya
» Taras gaye hain
» hum tou ek dhool hain
» Hum Wo Be-Dard Hain
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|