Dil main toofan hai...............
4 posters
Page 1 of 1
Dil main toofan hai...............
Dil main toofan hai kisi roz ut'r jaye ga
"Waqt ka kya hai guzarta hai guzr jaye ga"
koii manzil hai nah koii hai nishani apni
namaber aya, mager janay kidher jaye ga
dagh jo tu ne diye hain wo bhala jain gay
dard ka kya hai ubharta hai thehr jaye ga
apnay veeranay ka ab naa'm rukha hai gulshan
ju khizaan aaye gi ab au'r sanwar jaye ga
usko koii bhi tasali nahi daina ab keh
toot ker simta hai woh phir sai bikhar jaye ga

Afra- Administrator
Re: Dil main toofan hai...............
L@R33B wrote:hmmm nice one
Thank u sweety,...........
Afra- Administrator
Re: Dil main toofan hai...............
hmmm nice laiba siso...
keep sharing...........
keep sharing...........
Haya- Senior Member
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|