Shayad Main Zindagi Ki Sehar Le K Aa Gaya
2 posters
Page 1 of 1
Shayad Main Zindagi Ki Sehar Le K Aa Gaya
Shayad Main Zindagi Ki Sehar Le K Aa Gaya
Qaatil Ko Aaj Apney Hi Ghar Le K Aa Gaya
Taa Umr Dhoondta Raha Manzil Main Ishq Ki
Anjaam Ye K Gard-E-Safar Le K Aa Gaya
Nashtar Hain Meray Haath Main Kaandhon Pe Mae-Kada
Lo Main Ilaaj-E-Dard-E-Jigar Le K Aa Gaya
Faakir Sanam Kadey Main Na Aata Main Laut Kar
Ik Zakhm Bhar Gaya Tha Dooja Lainay Aa Gaya
Shayad Main Zindagi Ki Sehar Le K Aa Gaya
Qaatil Ko Aaj Apney Hi Ghar Le K Aa Gaya
mehboob- Senior Member
Similar topics
» Kab tulak shab kay andhairay mein sehar ko tarsay...
» Me Mar Gaya
» **Kaafi arsa beet gaya Jaane ab wo kesa ho ga **
» Wo khuwab tha bikhar gaya
» Main mazey main hun..............!
» Me Mar Gaya
» **Kaafi arsa beet gaya Jaane ab wo kesa ho ga **
» Wo khuwab tha bikhar gaya
» Main mazey main hun..............!
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum