apna khuda rakhain ge
2 posters
Page 1 of 1
apna khuda rakhain ge
chahay lag ja'ay fatwa hum pe kufr ka haya
hum tou bas tumhain hi apna khuda rakhain ge
haya butt- Senior Member
-
Re: apna khuda rakhain ge
Haya App Aik Thread bna lein usi mein apni poetry share karte raha karen
JAHANGEER- Senior Member
-
Re: apna khuda rakhain ge
Thread mein hi karti hoon,jab new topic pe click karti hoon tou aisay ho jata hai
kiya karoon jee
kiya karoon jee
haya butt- Senior Member
-
Re: apna khuda rakhain ge
Main apna aaj,apna kal tumharay naam kerti hoon
Main is jeevan ka her ik pal tumharay naam kerti hoon
Khizaaan, serdi, germi, baharain ,barish aur ,jarra
Main her mausam ka her pal tumharay naam kerti hoon
Sitaray ,titlian,jugnu,gul-0-bulbul,dhanak khushbo
Ya sari husn ki jhilmil tumharay naam kerti hoon
Mera guzra hoa kal to mayray mazi ka hissa hai

Tumharay bin ya her ik pal mujhay baychain rakhta hai
Main apna dil jo hai bay kal tumharay naam kerti hoon
barasta bheegta mausam hai kamzoori mayri laikin
main ya sawan ,ghata ,badal tumharay naam kerti hoo

Similar topics
» Muhabbat Main Sakoon Apna.
» Kisi Ka Dard Ho Dil Be Qaraar Apna Hai …
» Aae Khuda Karde Us Shaks Ke
» O Mere Masroof Khuda …
» Tujhe Ishq ho Khuda kare

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|